Kahne ko to woh jaam tha, par is kadar badnaam tha,
Suna hai dard sab ka baantata tha, or fir bhi kuchh kehta tha,
Par kya kahein, dushman or apne, SAB mein hi uska naam tha!!
Sab suna har kisi ka usne, par kabhi kuchh bhi kaha nahi!!
Asliyat pata thi shayaad usko fir bhi soch kar khamosh ho jata tha k yeh to duniya hai matalabi si or use khushi thi k woh ek jaam tha!!
Kabhi bhar jaata to kabhi bilkul khaali,
Yehi haqiqat thi shayad uski or yehi shayad uski achhaai ka Anjaam tha!!
Fir bhi Khush tha woh yeh sochkar k woh ek insaan nahi ek jaam tha!!

Very good
ReplyDeleteSuper San
ReplyDeleteThanks San!!
DeleteGood keep it up
ReplyDeleteSHUKRIYAA
Delete